Ab is more pe aa kar plat jana nahi mumkin,
Keh mar jana tu asan hai mukar jana nahi mumkin,
Tu chalta hai tu lagta hai sitarey raqas kartey hain
Mery is dil ki halat ko samj pana nahi mumkin,
Meri ankhon ki chilman men basey kuch khawab hain tery
Keh in ankhon ke khawabon ka bhikhar jana nahi mumkin
Tery kochey men ata hon tu lagta hai keh zinda hon,
Tujey daikhey bina ji lon suno jana nahi mumkin..

No comments:
Post a Comment